वो घर में रह के भी दुनिया संभाल सकती है
हर एक ज़र्रे को सोने में ढाल सकती है
वो नेकियों की जो देगी मिसाल बच्चों को
तो मुश्किलों से भी रस्ता निकाल सकती है
वो एक माँ है जो बच्चों के वास्ते अपने
ख़ुद अपनी जान भी जोखिम में डाल सकती है.
बुरी नज़र से जो देखेगा उसको बच्चों को
वो उस दरिन्दे की आँखे निकाल सकती है
जो अपने हिस्से की रोटी खिला दे बच्चों को
वो मुफ़लिसी में भी बच्चों को पाल सकती है
wo ghar mein rah ke bhi duniya sambhal sakti hai
har ek zarre ko sone mein dhaal sakti hai
wo nekiyo'n ko jo degi misaal bacho'n ko
to mushkilo'n se bhi rasta nikaal sakti hai
wo ek maa'n hai jo bacho'n ke waste apne
khud apni jaan bhi jokhim mein daal sakti hai
buri nazar se jo dekhega uske bacho ko
wo us darinde ki aankhe'n nikaal sakti hai
jo apne hisse ki roti khila de bachcho'n ko
wo muflisi mein bhi bachcho'n ko paal sakti hai

Bilkul sahi farmaya aapne .... Damdaar gazal !!
ReplyDelete