आरज़ूओं को अनागीर नहीं कर सकते
ख़वाब को पावँ की ज़ंजीर नहीं कर सकते
ख़वाब को पावँ की ज़ंजीर नहीं कर सकते
क्या सितम है की मुक़द्दर लिखा है सब कुछ
फिर भी हम शिकवा ए तक़दीर नहीं कर सकते
फिर भी हम शिकवा ए तक़दीर नहीं कर सकते
जब बुलायेगी हमें मौत चले जायेंगे
हुक्म ऐसा है की ताख़ीर नहीं कर सकते
हुक्म ऐसा है की ताख़ीर नहीं कर सकते
ये सफर वो है की जो छूट गया छूट गया
फिर उसे पाने की तदबीर नहीं कर सकते
फिर उसे पाने की तदबीर नहीं कर सकते
जंग में कैसे टिकेंगे वो भला हस्ती की
जो किसी शाख को शमशीर नहीं कर सकते
जो किसी शाख को शमशीर नहीं कर सकते
आप तो ख़ैर बड़ा आदमी कहलाते हैं
हम तो छोटों को भी तहक़ीर नहीं कर सकते
हम तो छोटों को भी तहक़ीर नहीं कर सकते
सब पे पाबन्दी उसूलों की सिया लाज़िम है
सुख़न ओ शेर को जागीर नहीं कर सकते ..
सुख़न ओ शेर को जागीर नहीं कर सकते ..
Aarzuo'n ko 'anangeer nahi kar sakte
Khwab ko pau'n ki zanjeer nahi kar sakte
Khwab ko pau'n ki zanjeer nahi kar sakte
Kya sitam hai ki muqaddar ka lika hai sab kuchh :
Phir bhi ham shikwa-e-taqdeer nahi'n kar sakte
Phir bhi ham shikwa-e-taqdeer nahi'n kar sakte
Jab bulaegi hame'n maut chale jaaenge
Hukm aisa hai ki taakheer nahi"n kar sakte.
Hukm aisa hai ki taakheer nahi"n kar sakte.
Ye safar wo hai ki jo chhoot gaya chhoot gaya :
Phir use paane ki tadbeer nahi kar sakte
Phir use paane ki tadbeer nahi kar sakte
Jang me"n kaise tikenge wo bhala hasti ki
Jo kisi shaakh ko shamsheer nahi kar sakte
Jo kisi shaakh ko shamsheer nahi kar sakte
Aap to khair bada aadmi kahlaate hai "n :
Ham to chhoto"n ki bhi tahqeer nahi'n kar sakte
Ham to chhoto"n ki bhi tahqeer nahi'n kar sakte
Sab pe pabandi usoolo'n ki siya laazim hai.
Sukhan-o-sh'er ko jaageer nahi'n kar sakt
Sukhan-o-sh'er ko jaageer nahi'n kar sakt
No comments:
Post a Comment