अहल ए सितम को हक़ है रक्खें जिस शुमार में
शामिल हैं हम भी अहल ए जुनूँ की क़तार में
आज़ाद हो तो ये भी ख़लाओं में जा बसे
जो रूह क़ैद है अभी मिटटी के ग़ार में
देखा उसे जो ख्वाब में महसूस ये हुआ
इक लम्हा ए यक़ीन मिला था उधार में
मैं गीत गा रही थी ख़ुशी का के दफ़तन
आवाज़ मेरी दब गयी चीख ओ पुकार में
उफ़ उसके जीतने की ख़ुशी मुझसे पूछिये
कितना सुकूँ मिला है मुझे अपनी हार में
उसके सिवा किसी को नहीं पूजती सिया
बसता है मेरा राम ही सांसों के तार में
ahl e sitam ko haq hai rakhein jis shumaar mein
shamil hain hum bhi ahl e junoo.n ki qataar mein
azaad ho to ye bhi khalao'n me ja basei.n
jo rooh qaid hai abhi mitti ke ghaar me
dekha usse jo khwaab me , mahsoos ye huwa
ik lamha e yaqeen mila tha udhaar mein
main geet ga rahi thee khushi ka ke dafatan
aawaaz meri dab gai cheekh o pukaar mein
uff uske jeetne ki khushi mujh se poochiye
kitna sukoo.n mila hai mujhe apni haar mein
uske siwa kisi ko nahi poojti siya
basta hai mera ram hi sanso'n ke taar me

No comments:
Post a Comment