ख़्वाहिशों पर थी कैफियत तारी
सांस लेना भी हो गया भारी
कोई चेहरा रहा निगाहों में
रात आँखों में काट गयी सारी
इब्तिदा किसने की मोहब्बत की
सिलसिला आज भी हैं ये ज़ारी
सिर्फ इक बात मैंने ठानी है
यूँहीं रखना है अपनी ख़ुद्दारी
थी बहुत दूर मंज़िल ए मक़सूद
हर क़दम पर थी एक दुश्वारी
बस्तियाँ फूँकने को काफ़ी है
सिर्फ हल्की सी एक चिंगारी
हम ज़माने में रह गए पीछे
क्या करे हम में थी वफ़ादारी
लोग नादान तुमको कहने लगे
इतनी अच्छी नहीं हैं होशियारी
पूछ मत हाल अब हमारा तू
एक दिल है हज़ार बीमारी
आप तो बदहवास हो बैठे
मैं निभाती रही रवादारी
जिस्म तो हार ही चुका था सिया
हौसला फिर भी मैं नहीं हारी
Khwaahishon par thi "Kaifiyat" taari
Saans Lena Bhi ho gaya bhari
koyi chehra raha nigahon mein
raat aankho mein kat gayi saari
ibteda kisne ki mohbbat ki
silsila aaj bhi hain wo zaari
sirf ik baat maine thaani hai
yuheen rakhni hai apni khuddari
thi bahut der manzil e maqsood
har qadam par thi ek dushvaari
bastiyan foonkne ko kaafi hain
sirf halki si ek chingaari
hum zamne mein rah gaye peeche
kya kare hum mein thi wafadari
log naadan tumko kahne lage
itni achchi nahi hain hoshiyaari
puch mat haal ab hamara tu
ek dil hai hazaar bemaari
aap to badhawas ho baithe
main nibhati rahi rawadaari
jism to haar hi chuka tha siya
hausla phir bhi main nahi haari
सांस लेना भी हो गया भारी
कोई चेहरा रहा निगाहों में
रात आँखों में काट गयी सारी
इब्तिदा किसने की मोहब्बत की
सिलसिला आज भी हैं ये ज़ारी
सिर्फ इक बात मैंने ठानी है
यूँहीं रखना है अपनी ख़ुद्दारी
थी बहुत दूर मंज़िल ए मक़सूद
हर क़दम पर थी एक दुश्वारी
बस्तियाँ फूँकने को काफ़ी है
सिर्फ हल्की सी एक चिंगारी
हम ज़माने में रह गए पीछे
क्या करे हम में थी वफ़ादारी
लोग नादान तुमको कहने लगे
इतनी अच्छी नहीं हैं होशियारी
पूछ मत हाल अब हमारा तू
एक दिल है हज़ार बीमारी
आप तो बदहवास हो बैठे
मैं निभाती रही रवादारी
जिस्म तो हार ही चुका था सिया
हौसला फिर भी मैं नहीं हारी
Khwaahishon par thi "Kaifiyat" taari
Saans Lena Bhi ho gaya bhari
koyi chehra raha nigahon mein
raat aankho mein kat gayi saari
ibteda kisne ki mohbbat ki
silsila aaj bhi hain wo zaari
sirf ik baat maine thaani hai
yuheen rakhni hai apni khuddari
thi bahut der manzil e maqsood
har qadam par thi ek dushvaari
bastiyan foonkne ko kaafi hain
sirf halki si ek chingaari
hum zamne mein rah gaye peeche
kya kare hum mein thi wafadari
log naadan tumko kahne lage
itni achchi nahi hain hoshiyaari
puch mat haal ab hamara tu
ek dil hai hazaar bemaari
aap to badhawas ho baithe
main nibhati rahi rawadaari
jism to haar hi chuka tha siya
hausla phir bhi main nahi haari
No comments:
Post a Comment