ताल्लुक़ अब वो पहले से नहीं हैं
वो अपनो में मुझे गिनते नहीं हैं
जिन्हे है वास्ता हमसे न कोई
हम उनसे राब्ता रखते नहीं हैं
ये पथरा सी गयी है ख़ुश्क़ आँखे
अब इनसे अश्क भी बहते नहीं हैं
है बच्चों की तरह फितरत हमारी
के दिल में ज़हर हम रखते नहीं हैं
बरस जाते है आँसू अपने दुःख पर !
किसी के ग़म में ये बहते नहीं हैं
छलक जाते हैं क्यों जज़्बात मेरे
ये क़ाबू में मेरे रहते नहीं हैं
ये आँसू ज़ब्त की तौहीन होगी
सिया अब आह भी भरते नहीं हैं
Taalluq ab wo pehle se nahi hai
wo apno mein mujhe ginte nahi'n hain
wo apno mein mujhe ginte nahi'n hain
jinhe hai wasta humse na koyi
hum unse rabta rakhte nahi'n hai'n
ye pathra si gayi hai Khushk Aankhe'n
ab inse ashk bhi bahte nahi haiN
Hai bachchoN ki tarah fitrat hamaari
K dil meN zahr hum rakhte nahin hain
K dil meN zahr hum rakhte nahin hain
baras jaate hai Aansu apne dukhh par !
kisi ke gham mein kyun bahte nahi haiN
chalak jaate hai'n kyun jazbaat aksar ?
ye Qabu mein mere rehte nahi haiN
ye Qabu mein mere rehte nahi haiN
ye aansun zabt ki tauheen hogi
siya ab aah bhi bharte nahi haiN
No comments:
Post a Comment